Diwali Sms 226 - 250

226. Diwali aai, masti chhahi, rangi rangoli, Deep jalaye, dhoom dhadaka, chhoda phataka, jali phuljadiyan, Sabko bhaye, “happy diwali”

227. Har dam khushiya ho sath, Kabhi daman na ho Khali Hum sab Ke taraf se, Wish you Happy Diwali.

228. Is diwali pe humari dua hai ki apka har sapnna pura ho, duniya ke unche mukam apke hon, shoharat ki bulandiyon par naam apka ho! Wish u a very Happy Diwali!

229. Diwali Parva hai Khushio ka, Ujalo ka, Laxmi ka.... Is Diwali Aapki Jindagi khushio se bhari ho, Duniya ujalo se roshan ho, ghar par Maa Laxmi ka Aagman ho... Happy Diwali

230. Aai aai Diwali aai, Saath me kitni Khushiya laayi, Dhoom machao, mauz manao, aap sabhi ko Diwali ki badhai. Happy Diwali

231. Deep Jalte jagmagate rahe, Hum aapko Aap hame yaad aate rahe, Jab tak zindagi hai, dua hai hamari 'Aap Chand ki tarah Zagmagate rahe..

232. Makki ki Roti, Nimbu ka Aachar, Suraj Ki Kirne, Khushiyo ki Bahar, Chand Ki Chandi, Apno ka Pyar, Mubarak Ho Aapko, DIWALI ka Tyohar

233. Phool ki shuruvat kali se hoti hai, Zindagi ki shuruvat pyar se hoti hai, Pyar ki shuruvat apno se hoti hai aur apno ki shuruvat aapse hoti hai. * Happy Diwali *

234. Diwali, Gul ne gulshan se gulfam bheja hai, sitaro ne gagan se salam bheja hai, Mubarak ho apko ye "DIWALI" Humne tahe dil se yeh paigam bheja hai.

235. Apun wishing u a wonderful, super-duper, zabardast, xtra-badhiya, xtra special ekdum mast n dhinchak, bole to ekdum Jhakaas "HAPPY DiWALi"

236. Khushian ho overflow,masti kabhi na ho low,dosti ka surur chaya rahe,dhan aur shorat ki ho bauchar, aisa aaye aapke liye DIWALI KA TYOHAR...

237. Is diwali pe humari dua hai ki apka har sapnna pura ho, duniya ke unche mukam apke ho, shoharat ki bulandiyon par naam apka ho! Wish u a very Happy Diwali!

238. With gleam of Diyas And the Echo of the Chants May Happiness and Contentment Fill Your life Wishing you a very happy and prosperous Diwali!!

 239. May This Diwali be as bright as ever. May this Diwali bring joy, health and wealth to you. May the festival of lights brighten up you and your near and dear ones lives. May this Diwali bring in u the most brightest and choicest happiness and love you have ever Wished for. May this Diwali bring you the utmost in peace and prosperity. May lights triumph over darkness. May peace transcend the earth. May the spirit of light illuminate the world. May the light that we celebrate at Diwali show us the way and lead us together on the path of peace and social harmony "WISH U A VERY HAPPY DIWALI"

240. Diwali Parva hai Khushio ka, Ujalo ka, Laxmi ka.... Is Diwali Aapki Jindagi khushio se bhari ho, Duniya ujalo se roshan ho, ghar par Maa Laxmi ka Aagman ho... Happy Diwali

241. Rango Ke Tyohar Me Sabhi Rango Ki Ho Bharmar, Dher Saari Khushiyo Se Bhara Ho Aapka Sansar, Yahi Dua hai Bhagwan Se Hamari Har bar, Diwali Mubarak!

242. Khushian ho overflow, masti kabhi na ho low, dosti ka surur chaya rahe, dhan aur shorat ki ho bauchar, aisa aaye aapke liye DIWALI KA TYOHAR

243. Diwali, Gul ne gulshan se gulfam bheja hai, sitaro ne gagan se salam bheja hai, Mubarak ho apko ye "DIWALI" Humne tahe dil se yeh paigam bheja hai

244. Troubles as light as Air, love as deep as Ocean, Friends as Solid as Diamonds, and Success as bright as Gold... These are the wishes for you and your family on the eve of Diwali and EID. Eid ki Mubarakbadi aur Diwali ki Shubhkamana!

245. Dali ne dali par nazar dali, kisi ne is par dali, kisi ne uspar dali, hum ne jis par nazar dali, uske baap ne uski shaadi kahin aur kar dali. Happy Diwali

246. Kumkum bhare kadmon se aaye LAYXMIJEE apke dwar,sukh sampati mile aapko apar,Deepawali ki subhkamnain kare sweekar. HAPPY DIWALI.

247. Ek Dua Mangte hai hum apne Bhagwan se... Chahte hai Aapki Khushi Pure imaan se, Sab Hasratein Puri Ho Aapki, Aur Aap Muskaraye Dil-o-Jaan se!! Happy Diwali and New Year that leads you on the road of Success. A Bliss from Inside

248. Laksh Divyani Ujalali Nisha Ghevuni Navi Umed, navi asha Hotil purna manatil sarva Iccha, Diwalichya Tumhala Khup Khup Shubheccha... * * * Happy Diwali * * *

249. Khushian ho overflow, masti kabhi na ho low, dosti ka surur chaya rahe, dhan aur shorat ki ho bauchar, aisa aaye aapke liye DIWALI KA TYOHAR